Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Shikdum

From the movie Dhoom the song Shikdum is sung by Shaan, Shreya Ghoshal. Enjoy the Hindi lyrics of Shikdum while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Shaan:
(Koyi Nahin Hai Kamre Mein, Kya Haseen Mila Hai Pal
Aaj Sharaarat Karne Do, Kaam Baaki Karenge Kal) 2

Shreya:
Jaao Baaba Jaao, Aise Na Behkaao
Hosh Mein Aa Jaao, Paagal Na Bano Tum

Shaan:
Dilbar Shikdum Shikdum 8

Shaan:
Khidkiyaan Kahen, Parde Gira Do
Is Tarha Se Na, Mujhko Saza Do

Shreya:
Chhod Do Mujhe, Jaane Bhi Do Na
Hai Qasam Tumhein, Yun Zid Karo Na
Shaan: Kaise Ye Majboori, Kis Liye Hai Doori
Shreya: Ho Bade Diwaane, Hai Mujhko Ye Maaloom
Shaan: Dilbar Shikdum Shikdum 8


Shaan: Na Sataao Tum Yun Muskuraake
Choom Lo Sanam, Baahon Mein Aake

Shreya:
Achcha Lo Chalo, Haari Main Haari
Maan Li Sabhi Baatein Tumhaari

Shaan:
Baaton Hi Baaton Mein, Pal Guzar Na Jaayein

Shreya:
Aao Ek Duje Mein, Ho Jaayein Kahin Gum

Shaan:
Dilbar Shikdum Shikdum 8

Shreya:
(Koyi Nahin Hai Kamre Mein, Kya Haseen Mila Hai Pal
Aaj Sharaarat Karne Do, Kaam Baaki Karenge Kal) 2

Shaan:
Jaao Baaba Jaao, Aise Na Behkaao
Hosh Mein Aa Jaao, Paagal Na Bano Tum

Both:
Dilbar Shikdum Shikdum 8

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Shikdum

Get Your Free Hindi Lyrics Update