From the movie Miss Mary the song So Gaya Sara Zamana is sung by Lata Mangeshkar. Enjoy the Hindi lyrics of So Gaya Sara Zamana while listening to the song on your favorite YouTube video below.
So Gaya Saara Zamaana, Neend Kyun Aati Nahin (2)
Aye Hawaa Jaa Kar Use Tu Saath Kyun Laati Nahin (2)
So Gaya Saara Zamaanaâ¦â¦â¦â¦..
Chaand Pahele Bhi Nikalta Tha Magar Aisa Na Tha (2)
Aaj Aisi Baat Kyun Hai Kuchh Samajh Aati Nahin (2)
So Gaya Saara Zamaanaâ¦â¦â¦â¦..
Chaandni Kuchh Chaand Se Keh Kar Zameen Pe Aa Gaee (2)
Jaane Kyaa Dekha Yahan Ab Lou T Kar Jaati Nahin (2)
So Gaya Saara Zamaanaâ¦â¦â¦â¦..
Posted By : Purnima