Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Sochna Hai Kya, Jo Hona Hai Hoga

From the movie Kaante the song Sochna Hai Kya, Jo Hona Hai Hoga is sung by Sanjay Dutt, Anand Raaj Anand, Shaan, Zubin, And Sudesh Bhosle. Enjoy the Hindi lyrics of Sochna Hai Kya, Jo Hona Hai Hoga while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Male 1
(Collar Ko Thoda Sa Upar Chadhaake
Cigarette Ke Dhuein Ka Chhala Banaake) 2
Sochna Hai Kya, Jo Hona Hai Hoga
Chal Pade Hai Fikr Yaar Dhuein Mein Udaake

Male 2
Jaane Kya Hoga Rama Re, Jaane Kya Hoga Maula Re 2

Male 3
Dollar Bhi Chaahiye Inhe Pound Bhi Chaahiye
Sone Ke Sikkon Ka Sound Bhi Chaahiye
Hey, Banda Yeh Dheet Hai Yeh Kuch Nahin Jaanta
Banda Yeh Dheeth Hai Yeh Kuch Nahin Jaanta
Isko Jo Maangta To Maal Paani Maangta

Male 1
Sochna Hai Kya, Jo Hona Hai Hoga
Chal Pade Hai Fikr Yaar Dhuein Mein Udaake

Male 2
Jaane Kya Hoga Rama Re, Jaane Kya Hoga Maula Re 2

Male 3
Apne Begaane Yeh Sab Chhod Aaye
Pyaar Ki Rasmon Ko Yeh Tod Aaye
Anjaane Raaston Ke Vaaste Yeh
Zindagi Se Bhi Munh Mod Aaye

Male 1
Sochna Hai Kya, Jo Hona Hai Hoga
Chal Pade Hai Fikr Yaar Dhuein Mein Udaake

Male 2
Jaane Kya Hoga Rama Re, Jaane Kya Hoga Maula Re 2

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Sochna Hai Kya, Jo Hona Hai Hoga

Get Your Free Hindi Lyrics Update