Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Sona Lagdha Mahi

From the movie Sadiyaan the song Sona Lagdha Mahi is sung by Richa Sharma. Enjoy the Hindi lyrics of Sona Lagdha Mahi while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Maula Allah, O Maula Ishq Hai Beeba
Eid Khudayi Jo Jannat Ka Darr Khole
Ishq Se Roshan Uski Duniya..
Jo Ishq Ki Boli Bole, Jo Ishq Ki Boli
Jo Ishq Ki Boli Bole
(Sona Lagdha Mahi Sona Lagdha) 4
(Rabba Mere Hadd Ho Jaaye
Ishq Vishq Jab Ho Jaaye
(Aur Sajda Nai Koi Aur Sajda) 2) 2
Dil Mein Hai Woh Samaya
Saanson Mein Usse Basaya
Ragg Ragg Jadoo Jag Da
(Sona Lagdha Ve Mahi Sona Lagdha) 2

(Sona Lagdha Mahi Sona Lagdha) 4
Sona Lagdha Ve Mahi Sona
Jo Lagaye Ishq Lagi, Woh Na Sakoon Paaye
Bedardi Ishq Pal Pal, Dilko Bandkar Paaye
(Jo Ramaye) 2
Jo Ramaye Ishq Dhuni Aisa Junoon Chahye
Padhke Sabak Ishq Ka Jogi Koi Ban Jaaye

Akkh Jab Ladh Jaaye, Teer Jab Badh Jaaye
Ishq Da Kare Sajda
(Sona Lagdha Ve Mahi Sona Lagdha) 3
Rabba Mere Hadd Ho Jaaye
Ishq Vishq Jab Ho Jaaye
(Aur Sajda Nai Koi Aur Sajda) 2

(Sona Lagdha Mahi Sona Lagdha) 3
Sona Ve Sona Sona
Jo Hai Jazba Pyaar Ka
Woh Har Dil Mein Samaya
Dhadkano Ki Aarzoo Mein
Har Shakz Ko Farmaya
Kaarwane Ishq Wale, Kaarwane Ishq Wale
Na Maane Saath Mazhab
Deewangi To Samjhi, Deewangi Ka Matlab
Kaliyon Mein Galiyon Mein
Saare Rang Raliyon Mein
Noor Ishq Da Hi Basda Aa..
Sona Lagdha Hai Sona Lagdha Hai Hai Hai
Sona Lagdha Ve Mahi Sona Lagdha
Sona Lagdha Ve Sona
Rabba Mere Hadd Ho Jaaye
Ishq Vishq Jab Ho Jaaye
(Aur Sajda Nai Koi Aur Sajda) 2
Dil Mein Hai Woh Samaya
Saanson Mein Usse Basaya
Ragg Ragg Jadoo Jag Da
(Sona Lagdha Ve Mahi Sona Lagdha) 4

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Sona Lagdha Mahi

Get Your Free Hindi Lyrics Update