From the movie Aansoo the song Suno Ye Zamaane Ki Kahaani is sung by Mohammad Rafi. Enjoy the Hindi lyrics of Suno Ye Zamaane Ki Kahaani while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Suno Ye Zamaane Ki Kahaani
Hai Aansu Ki Zabaani
O Jaane Vaale Kar Le Yaqin
O Tera Duniya Mein Koyi Nahin 2
Koyi Roye Koyi Gaaye
(Kahin Pe Dhoop Aur Kahin Pe Saaye
Vaah Re Maalik Tera Nyaay) 2
Tera Nyaay
Suno Ye Zamaane Ki
(Koyi Dulhan Sajakar Aaye
Kisi Ki Arthi Tanha Jaaye) 2
Raah Mein Koyi Thokar Khaaye
Vaah Re Maalik Tera Nyaay) 2
Tera Nyaay
Suno Ye Zamaane Ki