Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Taaza Taaza

From the movie Kya Dil Ne Kaha the song Taaza Taaza is sung by Shaan And Alka Yagnik. Enjoy the Hindi lyrics of Taaza Taaza while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Male
Ek Ladki Beqaraar Hai, Roothe Baar Baar Hai
Jhootha Gussa, Sachcha Pyaar Hai
Ab Aage Kya Kahoon, Aaj Somvaar Hai
Come On Esha
(Hua Yeh Kya Kya Kya, Esha
Kahoon Main Kya Kya Kya, Esha) 2
Taaza Taaza, Baheka Baheka
Maamla Zabardast, Teri Adaayein Hain Mast
Hey, Taaza Taaza Baheka Baheka
Maamla Zabardast, Hey Teri Adaayein Hain Mast
Chal Chalenge Chaandni Mein
Chhod De Nazaakat, Teri Adaayein Hain Mast
Taaza Taaza, Baheka Baheka
Maamla Zabardast, Haai Teri Adaayein Hain Mast
Chal Chalenge Chaandni Mein
Chhod De Nazaakat, O Teri Adaayein Hain Mast

Female
(Yaari Teri Yaari Pyaari Hai Mujhe
Par Hatke Main Hoon Ladki, Kabhi Chhoona Na Mujhe) 2

Male
Upar Se Hai Naa Naa, Andar Se Hai Haan
Saaya Hoon Main Saaya, Tu Jaayegi Kahan

Female
Aaju Baaju Aata Hai Kyoon
Yeh Nahin Sharaafat, Arre Mere Iraade Hai Sakht

Male
Taaza Taaza Baheka Baheka
Maamla Zabardast, Hey Teri Adaayein Hain Mast
Chal Chalenge Chaandni Mein
Chhod De Nazaakat, Hey Teri Adaayein Hain Mast
Hey Hey, Hey Hey, Hee Hee Hee, Hey Hey Hey
Masti Ka Hai Mauka, Aaja Paas Mein
Kisne Tujhko Roka, Garmi Hai Saans Mein

Female
Solah Main Tu Satra, Simple Baat Hai
Arre Duniya Kya Kahegi, Tera Chanchal Saath Hai

Male
Aankhen Meeche Aaja Peechhe
Pyaar Hai Zaroorat

Female
Achchha?

Male
O Teri Adaayein Hain Mast
Taaza Taaza Baheka Baheka
Maamla Zabardast, O Teri Adaayein Hain Mast
Chal Chalenge Chaandni Mein
Chhod De Nazaakat, Haai Teri Adaayein Hain Mast
Taaza Taaza Baheka Baheka
Maamla Zabardast, Haai Teri Adaayein Hain Mast

Both
La La La La, La La La La, La La La La La La La
La La La La La La La La La

Male
It' S Mast!

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Taaza Taaza

Get Your Free Hindi Lyrics Update