Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Teri Deewaani Duniya Saari, Aaj Hamane Jaana Hai

From the movie My Friend Ganesha the song Teri Deewaani Duniya Saari, Aaj Hamane Jaana Hai is sung by Javed. Enjoy the Hindi lyrics of Teri Deewaani Duniya Saari, Aaj Hamane Jaana Hai while listening to the song on your favorite YouTube video below.

(Teri Deewaani Duniya Saari, Aaj Hamane Jaana Hai
Apane Bhakto Mein Deva Tune Humko Bhi Maana Hai) 2
Ghar Se Vida Hoke Jaate Ho, Dil Se Kabhi Na Tum Jaana Re 2
Tumko Hai Kasam, Ganapati Bappa Morya
Morya Re Baappa Morya Re 4
Tu Aaya Hai, Tu Aayega, Agale Baras Bhi Aana Re 2
Teri Deewaani Duniya Saari, Aaj Hamane Jaana Hai
Apane Bhakto Mein Deva Tune Humko Bhi Maana Hai

Sabse Pehle Hoti Puja 2
Hum To Abb Yeh Jaane 2
Ho Sabse Pehle Tu Hi Aata, (Kashto Ko Mitaane 2)
Aage Bhi Jab Tujhe Pukaare, Kabhi Na Der Lagaana Re 2
Ghar Se Vida Hoke Jaate Ho, Dil Se Kabhi Na Tum Jaana Re 2
Tumko Hai Kasam, Ganapati Bappa Morya
Morya Re Baappa Morya Re 4 (Ganapati Bappa)

Tarasengi Aankhe Yeh Hamaari Terehi Darshan Ko 2, Terehi Darshan Ko
Karana Tu Swikaaar Ha Dil Se, (Iss Visarjan Ko 2)
Galati Ho Jaaye Hamase, Usako Bhul Jaana Re 2
Ghar Se Vida Hoke Jaate Ho, Dil Se Kabhi Na Tum Jaana Re 2
Tumko Hai Kasam, Ganapati Bappa Morya
Morya Re Baappa Morya Re 4 (Ganapati Bappa)
Teri Deewaani Duniya Saari, Aaj Hamane Jaana Hai
Apane Bhakto Mein Deva Tune Humko Bhi Maana Hai
Ghar Se Vida Hoke Jaate Ho, Dil Se Kabhi Na Tum Jaana Re 2
Tumko Hai Kasam, Ganapati Bappa Morya
Morya Re Baappa Morya Re 2 (Ganapati Bappa)
Morya Re Baappa Morya Re, Agale Baras Bhi Juldi Aa Re 3

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Teri Deewaani Duniya Saari, Aaj Hamane Jaana Hai

Get Your Free Hindi Lyrics Update