From the movie Adalat the song Tumse Door Rehke is sung by Mohammed Rafi And Lata Mangeshkar. Enjoy the Hindi lyrics of Tumse Door Rehke while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Male
Oh Tumse Door Rehke
Oh Tumse Door Rehke Humne Jaana Pyaar Kya Hai
Dil Ne Maana Yaar Kya Hai
Female
Oh Tumse Door Rehke
Oh Tumse Door Rehke Humne Jaana Pyaar Kya Hai
Dil Ne Maana Yaar Kya Hai, Oh Oh
Both
Oh Tumse Door Rehke
Male
Tumko Paake Na Pehlu Mein Lagta Tha Yun
Jeete Hain Kis Liye Aur Zinda Hai Kyoon
Female
Hum Bhi Rehte The Bechain Se Har Ghadi
Bin Tumhaare To Veeraan Thi Zindagi 2
Male
Oh Tumse Door Rehke
Both
Oh Tumse Door Rehke
Male
Dooriyaan Kis Liye Mil Gaye Hain Jo Hum
Ab To Hone Do Armaan Poore Sanam
Female
Waqt Aane Se Mit Jaayengi Dooriyaan
Jab Na Hongi Zamaane Se Majbooriyaan 2
Both
Oh Tumse Door Rehke, Oh Tumse Door Rehke