From the movie Kisi Din Adnan Sami the song Waqt Bhi Aaj Khafa Hai, Jaaneja is sung by Adnan Sami. Enjoy the Hindi lyrics of Waqt Bhi Aaj Khafa Hai, Jaaneja while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Waqt Bhi Aaj Khafa Hai, Jaaneja
Jaaneja, Jaaneja, Jaaneja, Jaaneja.........
(Waqt Bhi Aaj Khafa Hai
Hame Bada Dard Mila Hai, Jaaneja
Izhaar Pyaar Ka Kar Na Sake) 2
Chaandani Thi?? Shabaab Pe Aur Hum Bujhe Se The
Maayus Har Jagah Kaise Jiye
Maana Ho Gayi Khata Hai
Abb Itana Shikwa Hai, Jaaneja
Izhaar Pyaar Ka Kar Na Sake
Waqt Bhi Aaj Khafa Hai
Hame Bada Dard Mila Hai, Jaaneja
Izhaar Pyaar Ka Kar Na Sake
Chaandani Jab Aayegi Dekhogi Tum Hame
Samajhogi Haal E Dil, Hame Hai Yakeen
Maana Dil Dil Se Juda Hai
Chain Jara Na Mila Hai, Jaaneja
Izhaar Pyaar Ka Kar Na Sake
(Waqt Bhi Aaj Khafa Hai
Hame Bada Dard Mila Hai, Jaaneja
Izhaar Pyaar Ka Kar Na Sake) 2
Izhaar Pyaar Ka Kar Na Sake........