Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Woh Tassavur

From the movie Aitraaz the song Woh Tassavur is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Enjoy the Hindi lyrics of Woh Tassavur while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Alka:
Woh Tassavur Ka Aalam, Woh Dil E Aashiqui
Woh Diwaana Mausam, Woh Teri Dillagi
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Udit:
Woh Tassavur Ka Aalam, Woh Dil E Aashiqui 2
Woh Diwaana Mausam, Woh Teri Dillagi
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Alka:
Woh Mohabbat Ke Din, Woh Ghadi Woh Palchhin
Woh Chhalakta Mausam, Baarishon Ki Rhimjhim
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Udit:
Saanson Ki Woh Hulchul, Woh Mahekta Aanchal
Baahon Ke Woh Ghere, Zulf Ka Woh Baadal
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Udit:
Woh Tera Sharmaana, Woh Nazar Ka Jhukna
Jaate Jaate Tera, Woh Achaanak Mudna
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Alka:
Woh Mere Bin Bole, Tera Samajh Lena
Woh Ishaaron Se Hi, Baat Sab Keh Dena
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Udit:
Woh Ladaayi Jagde, Baad Mein Pachhtaana
Roothh Ke Woh Jaana, Laut Ke Phir Aana
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar

Both:
Woh Tassavur Ka Aalam, Woh Dil E Aashiqui 2
Woh Diwaana Mausam, Woh Teri Dillagi
Hamko Bada Hi Kare Beqaraar
Woh Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar 2

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Woh Tassavur

Get Your Free Hindi Lyrics Update