From the movie Aman Ki Asha the song Yaad Piya Ki Aaye is sung by Abhijeet Abhijeet, Wadali Brothers Abhijeet, Wadali Brothers, Poornima, Udit Narayan. Enjoy the Hindi lyrics of Yaad Piya Ki Aaye while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Yaad Piya Ki Aaye
Kaisa Tha Woh Vaada Kaisi Nibha Rahi Ho
Tere Bin Kaise Rahu Main Kyun Durr Jaa Rahi Ho
Kaisa Tha Woh Vaada Kaisi Nibha Rahi Ho
Tere Bin Kaise Rahu Main Kyun Durr Jaa Rahi Ho
Yaad Piya Ki Aaye
Hamne Tumko Jo Diya Tumne Bhula Diya
Tumse Humko Jo Mila Yaadon Mein Bas Gaya
Tum Wahi Ho Meri Jaan Ho Vaada Kiya Tha Meri Rahogi
Taaron Ki Jhilmil Chaandani Raaten
Labon Se Labon Ki Wahi Mulakaaten
Taaron Ki Jhilmil Chaandani Raaten
Labon Se Labon Ki Wahi Mulakaaten
Sadiyon Se Hai Purani Teri Meri Kahaani
Yaad Karo Tum Sajana Tu Hai Meri Zindagaani
Kaisa Tha Woh Vaada Kaisi Nibha Rahi Ho
Tere Bin Kaise Rahu Main Kyun Durr Jaa Rahi Ho
Hamne Tumko Jo Diya Tumne Bhula Diya
Tumse Humko Jo Mila Yaadon Mein Bas Gaya
Baali Umariya Suni Re Dagariya 2
Joban Beeta Jaaye Haay Raam
Kitne Kareeb The Sard Hawa Mein
Zulfen Sanwari Baahon Ne Thaame
Kitne Kareeb The Sard Hawa Mein
Zulfen Sanwari Baahon Ne Thaame
Mujhse Ruth Na Tera
Phir Se Mera Manana
Yaad Karo Tum Sajana
Mujh Mein Tera Sunana
Kaisa Tha Woh Vaada Kaisi Nibha Rahi Ho
Tere Bin Kaise Rahu Main Kyun Durr Jaa Rahi Ho
Tum Wahi Ho Meri Jaan Ho Vaada Kiya Tha Meri Rahogi
Kaisa Tha Woh Vaada Kaisi Nibha Rahi Ho
Tere Bin Kaise Rahu Main Kyun Durr Jaa Rahi Ho
Hamne Tumko Jo Diya Tumne Bhula Diya
Tumse Humko Jo Mila Yaadon Mein Bas Gaya
Kaisa Tha Woh Vaada Kaisi Nibha Rahi Ho
Tere Bin Kaise Rahu Main Kyun Durr Jaa Rahi Hoyaad Piya Ki Aaye (2)
Aa Aa Aa...... Aaye Re Aaye Re Yaad, Yaad Piya Ki Aaye
Yeh Dukh Saha Na Jaaye Raam, Haaye Raam
Yaad Piya Ki Aaye Aa.....
Bairi Koyaliya Kuk Sunaaye Re Raam
Haan Bairi Koyaliya Kuk Sunaaye Raam
Bairi Koyali..... Kuk.... Kuk Sunaaye
Kuk Sunaaye, Kuk Sunaaye Kuk.... Kuk....
Bairi Koyaliya Haay Kuk Sunaaye Raam
Mujh Birhan Ka Jiyaara Jalaaye
Haan ?? Raha Na Jaaye Raam Haay Raam
Yaad Piya Ki Aaye Haaye Raam
Yaad Piya Ki Aaye
Baali Umariya Suni Re Sajaniya Re Baa...
Baali Umariya, Baali Umariya
Baali Umariya Baali, Baa.....Aa Aa Aa...
Baali Baa.... Li Umariya Re Baa
Baa.... Aa Aa... Baa.. Aa Aa Aa...
Baali Umariya Baali....
Baa... Aa Aa Aa...
Baali Umariya Ra...
Haay Suni Re Sajaniya Re
Baali Umariya Suni Re Sajriya
Jauban Beeton Jaaye Raam, Haaye Raam
Yaad Piya Ki Aaye, Yaad Piya Ki Aaye
Re Yeh Dukh Saha Na Jaaye Raam, Haay Raam
Yaad Piya Ki Aaye Haaye Raam
Yaad Piya Ki Aaye Aa Aa Aa Aa...(Sargam)
Bindiya Jab Timtimaaye, Kangana Jab Khankhanaaye
Paayal Jab Shor Machaaye
Piya Piya Ho Aaja Piya Piya
Jiya Jiya Na Laage Mera Jiya
Are Nind Na Mujhako Aaye, Haay Chain Na Mujhako Aaye
Jaan Meri Abb Jaaye
Piya Piya Ho Aaja Piya Piya
Jiya Jiya Na Laage Mera Jiya
Kisi Se Pyaar Kar Ke Yeh Dhoka Kha Rahi Hoon
Lagaake Rog Dil Ka Bahot Pachhata Rahi Hoon
(Sargam)
Yaad Piya Ki Aaye Yeh Dukh Toh Saha Na Jaaye (3)
Mera Dil Toh Tadape Aise, Koyi Ghaayal Panchhi Jaise
Main Deewaani Ho Gayi Hoon, Yeh Bataau Sabko Kaise
Piya Piya Ho Aaja Piya Piya
Jiya Jiya Na Laage Mera Jiya
Milan Ki Pyaas Lekar, Naya Ehsaas Lekar
Na Ji Paaungi Abb Main Yeh Tuti Aas Lekar
Mere Julmi Piya Se Koyi Keh De Yeh Jaake
Ke Le Jaaye Woh Abb Toh Mujhe Dulhan Banaake
Piya Piya Ho Aaja Piya Piya
Jiya Jiya Na Laage Mera Jiya
(Sargam)
Yaad Piya Li
Are (Yaad Piya Ki Aaye Yeh Dukh Toh Saha Na Jaaye 3)
Teri Khaatir Jaane Jaanarishte Sab Tod Aaya
Jo Na Aaye Tere Dar Tak Main Woh Raahein Chhod Aaya
Piya Piya Ho Aaja Piya Piya
Jiya Jiya Na Laage Mera Jiya
Jo Gujari Dil Pe Mere Woh Main Hi Jaanati Hoon
Karega Phir Tu Dhoka Tujhe Pehchaanati Hoon
Teri Har Baat Jhuti, Tu Jhuta Hai Deewaana
Tujhe Main Bhul Baithi Mujhe Tu Bhul Jaana
Piya Piya Ho Aaja Piya Piya
Jiya Jiya Na Laage Mera Jiya
(Sargam)
Hey (Yaad Piya Ki Aaye Yeh Dukh Toh Saha Na Jaaye 3)
(Piya Piya Ho Aaja Piya Piya
Jiya Jiya Na Laage Mera Jiya) (2)
Piya Piya