Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Ye Kya Jadu

From the movie Pyaar Diwana Hota Hai the song Ye Kya Jadu is sung by Udit Narayan. Enjoy the Hindi lyrics of Ye Kya Jadu while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
Paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne
Dil Chaahe Kuch Kar Jaawaan
Oye Rabba Main Mar Jaawwaan
Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
Paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne
Dil Chaahe Kuch Kar Jaawaan
Oye Rabba Main Mar Jaawwaan
Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
Paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne

Jaise Mile Hath Aise Hi Mil Jaaye
Ehkaash Do Dil Kunwaare
Dil Me Na Reh Jaaye Hoton Par
Aa Jaaye Aankhon Mein Hai Jo Ishaare
Chandni Raat Ho Chaahe Barsaat Ho
Kuch Ho Jaldi Magar Phir Mulakaat Ho
Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
Paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne

Oh Delhi Walon Suno Main Sunata Hoon
Tum Ko Yeh Dil Ki Kahani
Aati Hai Sab Par Magar Toot
Kar Aisi Aayi Hai Us Pe Jawaani
Main Toot Kar Reh Gaya Mauj Mein Beh Gaya
Jaane Kehna Tha Kya Aur Kya Keh Gaya
Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
Paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne
Dil Chaahe Kuch Kar Jaawaan
Oye Rabba Main Mar Jaawwaan
Yeh Kya Jaadoo Sa Kar Daala Pyaar Ne
Paagal Mastana Kar Daala Yaar Ne

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Ye Kya Jadu

Get Your Free Hindi Lyrics Update