From the movie Na Tum Jaano Na Hum the song Yeh Betiyaan is sung by Jaspinder Narula. Enjoy the Hindi lyrics of Yeh Betiyaan while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Female
Yeh Betiyaan To Baabul Ki Raaniyaan Hain 2
Meethi Meethi Pyaari Pyaari Yeh Kahaaniyaan Hain
Yeh Sheeshe Diya Gudiyaan Rab Jaane Ke Yeh Kudiyaan
Kinna Jamiyaan Kinna Le Jaaniyaan Hain
Yeh Betiyaan To Baabul Ki Raaniyaan Hain
Meethi Meethi Pyaari Pyaari Yeh Kahaaniyaan Hain
Chorus
Yeh Ladkiyaan To Maaon Ki Raaniyaan Hain 2
Meethi Meethi Pyaari Pyaari Yeh Kahaaniyaan Hain
Female
Inka Raam Hain Rakhwaala, Inka Bachpan Bhola Bhaala
Bholi Bhaali Si Inki Jawaaniyaan Hain
Yeh Ladkiyaan To Maaon Ki Raaniyaan Hain
Meethi Meethi Pyaari Pyaari Yeh Kahaaniyaan Hain
Sab Ke Dil Ki Saare Ghar Ki Yeh Raaniyaan Hain 2
Yeh Chidiyaan Ek Din Phur Se Ud Jaaniyaan Hain
Koi Inka Haath Na Chhode, Koi Inka Dil Na Tode
Te Sachche Rab Diyaan Meherbaaniyaan Hain
Yeh Betiyaan To Baabul Ki Raaniyaan Hain
Meethi Meethi Pyaari Pyaari Yeh Kahaaniyaan Hain
Chorus
Kahaaniyaan Hain, Mm Hm Hm Hm Hm Hm, Kahaaniyaan Hain