From the movie Kavita Krishnamurthy Dil Ki Awaaz the song Yeh Galat Hai Toh Bataayo is sung by Kavita Krishnamurthy. Enjoy the Hindi lyrics of Yeh Galat Hai Toh Bataayo while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Yeh Galat Hai Toh Bataayo Ki Sadaakat Kya Hai 2
(Tum Agar Khud Ho Kayaamat Toh Kayaamat Kya Hai
Yeh Galat Hai Toh Bataayo Ki Sadaakat Kya Hai) 2
Apani Ashahon Ke Samndar Mein Dubo Sakti Hoon 2
Dil Mein Uthate Huwe Sholo Ki Haqiqat Kya Hai 2
Tum Agar Khud Ho Kayaamat Toh Kayaamat Kya Hai
Yeh Galat Hai Toh Bataayo Ki Sadaakat Kya Hai
Aajamaane Mein Mujhe Tumko Kabaahat Kya Hai 2
Jaan Main Tumpe Pe Luta Dungi, Yeh Daulat Kya Hai 2
Tum Agar Khud Ho Kayaamat Toh Kayaamat Kya Hai
Yeh Galat Hai Toh Bataayo Ki Sadaakat Kya Hai
Todna Ho Toh Bahot Sochke Todo Dil Ko 2
Kya Tumhe Ilm Nahi ??? Ki Ajmad Kya Hai 2
Tum Agar Khud Ho Kayaamat Toh Kayaamat Kya Hai
Yeh Galat Hai Toh Bataayo Ki Sadaakat Kya Hai
Dar E Dil, Ranj O Alam, Khuni Jigar, Didaayanam, Dar E Dil
Dar E Dil, Ranj O Alam, Khuni Jigar, Didaayanam
Dhundlo Inmein Jara Maal E Jalimat Kya Hai 2
(Tum Agar Khud Ho Kayaamat Toh Kayaamat Kya Hai
Yeh Galat Hai Toh Bataayo Ki Sadaakat Kya Hai) 2
Yeh Galat Hai Toh Bataayo Ki Sadaakat Kya Hai