Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Yeh Jawaani Hadh Kar De

From the movie Sarfarosh the song Yeh Jawaani Hadh Kar De is sung by Kavita Krishnamurthy. Enjoy the Hindi lyrics of Yeh Jawaani Hadh Kar De while listening to the song on your favorite YouTube video below.

(Tu Ru Ru Ru, Tu Ru Ru Ru Ru
Tu Ru Ru Ru Ru Tu Ru Ru) 2
(Yeh Jawaani Hadh Kar De
Boodhe Jawaan Ko Mast Kar De) 2
Koi Na Jaane Kal Kya Ho
Aane Waala Pal Kya Ho
Le Maza Le Zindagi Ka Zindagi Ka Zindagi Ka
Yeh Jawaani Hadh Kar De
Boodhe Jawaan Ko Mast Kar De
Koi Na Jaane Kal Kya Ho
Aane Waala Pal Kya Ho
Le Maza Le Zindagi Ka Zindagi Ka Zindagi Ka
Oh, Yeh Jawaani Hadh Kar De
Thandi Sama, Dil Hai Jawaan
Saare Yahan Josh Mein
Kya Raat Hai, Kya Baat Hai

Koi Nahin Hosh Mein
Chhaaya Hai Kaisa Nasha
Le Le Zara Le Le Maza Maikashi Ka
Oh, Yeh Jawaani Hadh Kar De
Boodhe Jawaan Ko Mast Kar De
Koi Na Jaane Kal Kya Ho
Ho, Aane Waala Pal Kya Ho
Le Maza Le Zindagi Ka Zindagi Ka Zindagi Ka
Yeh Jawaani Hadh Kar De
Kaatil Bhi Hai, Aashiq Bhi Hai
Aate Hain Saare Yahan
Kis Dil Mein Hai Kya Kya Chhupa
Kisko Pata Meri Jaan
Aaja Mere Paas Aa
Le Le Zara Le Le Maza Aashiqui Ka
Oh, Yeh Jawaani Hadh Kar De
Boodhe Jawaan Ko Mast Kar De
Yeh Jawaani Hadh Kar De
Boodhe Jawaan Ko Mast Kar De
Koi Na Jaane Kal Kya Ho
Ho, Aane Waala Pal Kya Ho
Le Maza Le Zindagi Ka Zindagi Ka Zindagi Ka
Yeh Jawaani Hadh Kar De

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Yeh Jawaani Hadh Kar De

Get Your Free Hindi Lyrics Update