From the movie Meenar the song Zara Mud Ke To Dekho is sung by Lata, Talat Mehmood. Enjoy the Hindi lyrics of Zara Mud Ke To Dekho while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Lata:
Zara Mud Ke To Dekho Saajana
Ho Saajana
Zara Mud Ke To Dekho Saajana
Wo Peechhe Reh Gaya Bachapana
Aur Aage Khadi Hai Jawaani 2
Talat:
Bachapan Ka Zamaana Ho Chuka
Ho, Ho Chuka
Ye Khel Puraana Ho Chuka
Ab Hogi Naee Kahaani 2
Lata:
Din Raat Badalate Reh Gaye
Armaan Machalte Reh Gaye 2
Talat:
Aakaash Ke Taare Hai Wahin 2
Duniya Ke Nazaare Hai Wahin
Hai Phir Bhi Naee Kahaani 2
Lata:
Zara Mud Ke To Dekho Saajana
Talat:
Wo Peechhe Reh Gaya Bachapana
Both:
Aur Aage Khadi Hai Jawaani 2
Lata:
Shole Ko Bhadakana Aa Gaya
Kyun Dil Ko Dhadakana Aa Gaya
Both:
Shole Ko Bhadakana Aa Gaya
Kyun Dil Ko Dhadakana Aa Gaya
Talat:
Ye Madhur Milan Ka Saaz Hai
Dhadakan Men Chhupa Ek Raaz Hai
Is Raaz Ka Naam Jawani 2
Lata:
Zara Mud Ke To Dekho Saajana
Talat:
Wo Peechhe Reh Gaya Bachapana
Both:
Aur Aage Khadi Hai Jawaani 2
Posted By: P U R N I M A